Title

Advocate

Description

Sir mujhe pidit kiya jaa raha hai Shivam Bajaj agency ke owner ki taraf se lock down mein Maine Gadi ki teen kisht nahin jama kiya tha jabki mananiy CM sar ke dwara aadesh bhi jari hua tha ki lakh down samay mein koi bhi kisi bhi prakar ka byaaj nahin lagega lekin hamare Shivam Bajaj agency ke Jo owner Anil Kumar Ji Hain unke dwara 3 mahine ka byaaj 18000 rupaye gadi ka Joda gaya hai sar itni dhanrashi ham Garib Kahan se jama kar payenge meri 24 mahine ki sthiti maine 24 mahine ki sari jama kar diya hai ismein Kaun galat hai kisi bhi karmchari ke dwara bataya Gaya ki aapko Labh down mein jo 3 mahine ka Paisa nahin jama hua uska byaaj jama karna padega Aaj Tak mujhe nahin bataya jab Maine NOC mangne unke pass gaya tab unhone mujhe is byaaj ko lekar baat avgat karaya sir plz help me

Posted By

XXXXXXXXXXXX

Contact Person

XXXXXXXXXXXX

City

Kaushambi

Contact No

93XXXXXX69

Date Of Post

Jun - 2022

To view details and to reply it, be a member. Membership is free

Be a member Already member? Login